Check these settings in a new laptop.
yadi aapne naya Windows computer laptop kharida hai to aap ko iski depart chatting par hi nirbhar nahin karna chahi kuch aise setting hoti hai jinhe shuruaat mein Hi apni jarurat ke hisab se badal kar kaam ko asan bana sakte hain Update settings review Karan. Windows 10 ke liye Microsoft bug aur security se Jude periodic updates hai kai baar yeah update aapke kisi app ko chalne mein pareshani paida karte hai ya aapke PC ko restart kar dete Hain aise mein aapka settings app kholen aur update and Windows update mein jakar apni jarurat hisab se option set kar sakte hain. Power plan check Karen yadi battery batana chahte hai to aap ko power saving plan hi apni jarurat ke hisab se hi set karna chahi Jani kitne samay Tak computer par koi halchal nai Ho to Kya power saving mode mein aaye iske liye settings app kholen aur system ke andar power main aur power se sleep mein jakar option badal de. Recovery drive banaye yadi kabhi aapka PC start hone mein pareshani karen to...