Check these settings in a new laptop.
yadi aapne naya Windows computer laptop kharida hai to aap ko iski depart chatting par hi nirbhar nahin karna chahi kuch aise setting hoti hai jinhe shuruaat mein Hi apni jarurat ke hisab se badal kar kaam ko asan bana sakte hain
Update settings review Karan.
Windows 10 ke liye Microsoft bug aur security se Jude periodic updates hai kai baar yeah update aapke kisi app ko chalne mein pareshani paida karte hai ya aapke PC ko restart kar dete Hain aise mein aapka settings app kholen aur update and Windows update mein jakar apni jarurat hisab se option set kar sakte hain.
Power plan check Karen
yadi battery batana chahte hai to aap ko power saving plan hi apni jarurat ke hisab se hi set karna chahi Jani kitne samay Tak computer par koi halchal nai Ho to Kya power saving mode mein aaye iske liye settings app kholen aur system ke andar power main aur power se sleep mein jakar option badal de.
Recovery drive banaye
yadi kabhi aapka PC start hone mein pareshani karen to is sthiti mein Windows environment kaa backup hona jaruri hai aap 16 GB key USB drive se recovery drive bana sakte hain search bhag main recovery type Karen aur aane wale natija mein recovery drive app ke option ko chune.
System restore point banaye
yadi kabhi Windows mein samasya ho to aap last hardware aur software change Tak ka recovery. Hi bana sakte hain iske liye aap control panel mein jaaye aur system system protection mein option Deccan yadi Koi drive on hai to system restore point kaam kar raha hai
Ritik Singh
Comments
Post a Comment