Find out how the SIM card is named after in hindi?

Find out how the SIM card is named after?

Koi samay aisa bhi hota hai ki jab hamen jarurat padti hai ki ye sim card kiske naam par hai aur hum mushkil mein pad jaate Hain ki kaise is sim card ke Malik ka naam pata karen to doston aaj main aapko aisa Hi tarika batane ja Raha Hoon jisme aap ko maloom chalega ki ye sim card kiske naam par register hai !

Aise mein hum streak ka istemal Kar jaan sakte hain Jo sim card hamare paas hai wo hamare naam par hai ya nahin aap naya sim card khareed ke samay bhi kar sakte hain aap Jo sim card kharide rahe hain hua aur kisi ke naam par to register nahin hai!
aap ko jis company ka sim card par register ka naam pata karna hai uska sim card ki company ka mobile app download Karen ISI tarah se idea Airtel Vodafone docomo sabhi company ki AP sim card par register naam ka pata kar sakte hain yeah sabhi app play store par uplabdh hai in hen play store se a frie mein download kiya ja sakta hai halaki aapko do telecom company BSNL aur aircel mein nahi milenge kabhi company ke app mein process saman hai jinme se Ham idea ka naam batane ja rahe hain!

Play store mein jakar my idea app download karna hai app download karte hi kuch permission mangi jayegi sabhi ko allow par dena hai ab aapko is app mein apna mobile number dalna hai iske baad aapko mobile mein OTP aayega jise aap ko verify kar dena hai
ab aap ko upar ki taraf sim card par register naam dikhega matlab jiska naam par register hai uska naam dekhega

By-Ritik


Comments

Popular posts from this blog

How to build a powerful desktop PC in Hindi ?

How to make a Gaming computer in Hindi ?

Create your own website with the help of Google Sites in Hindi?